Description
“There are evenings when the whole world seems misaligned.
To be loved then is a miracle.” - Franz Kafka
"Taare" is a part of Diwaar Ke Uss Paar, the second half of a story that began with Diwaar Ke Is Paar. Thank you for listening.
Listen on Spotify - https://open.spotify.com/track/2iVj11OdEBNIGUv9f7jGPK?si=inzh6JX8SxuCWRGbq-gx0A
Lyrics -
Humara thokaron se kuch purana khaas naata hai
Hai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai
Humara thokaron se kuch purana khaas naata hai
Hai jisne ishq hi dekha na vo rab ka dulara hai
Ab Haal-e-dil to na poocho
batate dar sa lagta hai
Is khaali ghar ko na looto
ye buzdil sar patakta hai
Vo ghar chhoota hai jab se Kambhakhat koi aasra na hai
Ye kaagaz kaanpta jab hote dil ke ghaav taaza hain
Ke lafz kuch aise hain
Gawaya is qadar ke
Gaur farmaiyega
Gawaya is qadar ke
Paane ko ab kuch bacha na hai
Parinda kaid pinjre mein
Parinda kaid pinjre mein
Use dar aasmaan ka hai
Gawaya is qadar ke paane ko ab kuch bacha na hai
parinda kaid pinjre mein use dar aasmaan ka hai
Jo bikhra toot ke fir vo
Samete na simat ta hai
Hain partein is qadar dil pe
Taraashe na nikharta hai
Halaaton se liya jab bair to har, daav haara main
Asal mein jeena mushkil Maut ka bas naam zyada hai
Ye kandhe jhuk rahe hai ummeedon ka bhaar zyaada hai
Andhere mein pala jo dar use bas roshni ka hai
Asal mein jeena mushkil maut ka bas naam zyada hai
Music Credits -
Written & Composed - Farak
Performed by - Farak, Saswat Balan
Music produced by - 10A
Music direction by - Farak
Backing Vocals by - 10A, Rohit Gaira, Major
Mixed & Mastered by - 10A
A&R by - Chetanya Hakim
Visual Credits -
Directed by - Sahil Akhtar
Edited by - Sahil Akhtar
Shot by - Sahil Akhtar & Rishi Jaiswal
LP - Abhinav Vishwakarma
Female Lead - Rupali Mishra
Production by - Mashooriya Originals
Special Thanks - Shyam Kishore Gandhi, 10A, Shaant
For queries, contact - anmol@mashooriya.com
Connect with us :
Farak - https://www.instagram.com/farakmaybe?igsh=NmFlM2k5Z3M2NjJw
10A - https://www.instagram.com/___10__a___?igsh=eDJ2b3NwNHFjdWM2
Sahil Akhtar - https://www.instagram.com/therandomlens?igsh=emt3OWRiaHVrcXQ4
© Mashooriya Originals
xxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxxx