Description
Cycle Race | पाँच मोटे हाथी | Popular Hindi Rhymes - Zappy Zoo
Lyrics :
Ek, Do, Teen, Char, Panch
Panch mote hathi race karne chale
Ek gir kar race se bahar ho gaya
Chuhe daud kar madad karne chale
Baki chaar hathi aage badhte rahe
Char mote hathi race karne chale
Ek gir kar race se bahar ho gaya
Bhalu aur billi madad karne chale
Baki teen hathi aage badhte rahe
Teen mote hathi race karne chale
Ek gir kar race se bahar ho gaya
Bandar mama madad karne chale
Baki do hathi aage badhte rahe
Do mote hathi race karne chale
Ek gir kar race se bahar ho gaya
Sher aur khargosh madad karne chale
Aakhri hathi race jeet gaya
Char mote hathi rone lage
Panchve hathi ne trophy sabko pakdayi
Sab phir se muskuraane lage
Jeet ki mithayi sabne ek sath khayi
Sare hathi mil kar hasne lage
Sare hathi mil kar nachne lage
Sare hathi mil kar kudne lage
Sare hathi mil kar ghar ko chale
Spotify & Apple Music : http://ffm.bio/zappytoons
#5motehathi #hindirhymes #hindicartoon